Whatsapp Latest Second Tricks 2016


Whatsapp Latest Tricks 2016
Hindi me



Whatsapp World ka sabse popular app hai. Whatsapp pe free message,
audio calls, file, images, video share kar sakte hai. Aaj kal Internet pe
whatsapp latest tricks, whatsapp last seen disable, whatsapp pe big files
kaise share kare bahut search kiya ja raha hai. Mughe bahut sare emails
or Android mobile me Recycle Bin feature kaise Add kare hindi me ke
post pe comment bhi dekha hai jisme readers whatsapp latest tricks 2016
ke bare me puch rahe hai.
Whatsapp mobile user ke liye sabse popular or usefull app hai. Kyunki ye
world ke kisi bhi OS me supported hai, jaise ki Android, iOS, Blackberry,
htc, symbian, windows etc. Hum jante hai ki whatsapp ka use day by day
adhik hota ja raha hai. Islye whatsapp ke tricks bhi adhik search kiye ja
rahe hai. Gyanbook pe aap Latest whatsapp tricks 2016 pa sakte hai.
Whatsapp Latest Tricks 2016
Whatsapp pe Pdf, Zip, Exe, Apk, Rar or Big
size files kaise share kare
Search this site...
Search
Be the first of your friends to like this
Gyanbook.in
Like Page 483 likes
13 Apr 2016
GyanBook
ANDROID FB Tricks Whatsapp Kaise Kare Website Computer and Internet
Free Recharge SMS Shayari
09/06/2016 Whatsapp Latest Tricks 2016 Hindi me GyanBook
https://gyanbook.in/2015/12/whatsapptricks2016hindime/
2/7
Ye whatsapp trick apko Pdf, zip, exe, apk, rar or adhik size ke file ko
friends or family ke share karne me help karega. Jaisa ki hum jante hai ki
whatsapp ke kuch limitations hai, whatsapp se hum big size ke files or
pdf, rar, exe, zip, apk files nahi send kar sakte hai.
Step By step jane whatsapp se big size or pdf,
exe, rar, apk etc file sensmd karne ke tricks
1.Sabse pahle apne phone me Dropbox ya cloudsend application
download or install kare.
2. Ab cloudsend app open kare. ab apko ek link milega jo dropbox se
connected hoga. Allow pe click kare.
3. Ab koi bhi file cloudsend pe share kare,Wo file automatically dropbox
server pe uploaded ho jayega. Ab apko ek link milega.
4. Link copy kare or Link ko apne friends ya family member ke sath share
kare. Jb apka friend link pe click karega toh file automatically download
hone lagega.
Upar diye gaye tricks ki help se aap easily big files share kar sakte hai.
Whatsapp pe deleted message kaise
recover kare
Ye tricks se aap whatsapp ke deleted message phir recover kar sakte
hai. Kabhi kabhi galti se whatsapp pe koi message delete ho jata hai.
Don’t worry ab deleted message asani se recover kar sakte hai.
Whatsapp pe Deleted message recover karne ke
steps
1. Whatsapp humare sabhi chat ko Sd card me save kardeta hai.
2. Mobile ke Sd card>> Whatsapp>>Database me jaye
Yaha apko msgstore.db.crypt file milega. Ye file apke whatsapp ke 1
day ka received or send message ko save kar leta hai. Usi folder me ek
or file msgstoreyyyy.
dd.db name se hai, ye file apke whatsapp ke last
7 days ka received or send save karta hai.
3. File ko Text editor app se open kare.
4. Ab Apne whatsapp ka sabhi message read kar sakte hai.
Upar diye gaye trick se whatsapp ka deleted message chath phir se read
kar sakte hai.
Whatsapp Last seen kaise enable kare
Aaj kal bahut se log privacy chahte hai, Islye whatsapp ne last seen hide
karne ka features diya hai. step by step follow kare last seen hide karne
ke liye.
1. Whatsapp open kare.
09/06/2016 Whatsapp Latest Tricks 2016 Hindi me GyanBook
https://gyanbook.in/2015/12/whatsapptricks2016hindime/
3/7
2. Phone ke Menu button pe click kare
3. Ab settings>>Account>>Privacy me jaye
4. Waha apko last seen ka option, last seen pe click kare.
5. Nobody select kare, Apka last seen hide ho chuka hai.
Whatsapp Messaging Statistics
Whatstat
Kya aap adhik time tak whatsapp use karte hai? Kya aap janna chahte
hai ki apka whatsapp ko kitne time aur kis din sabse adhik use karte hai?
Whatsapp ke kis group pe sabse adhik time spend karte hai? Aap apne
sabhi whatsapp habits pe bhi nazar rakh sakte hai. Apko sirf Android
device me Whatstat application download karna hoga. Whatstat, ek
android app hai jo Whatsapp ke sabhi activity pe nazar rakhta hai.
Whatsapp Chat 2 Device Me Kaise Transfer
Kare
Ye Whatsapp Latest Tricks hai. Yadi app apne Whatsapp chat ko kisi
other device me transfer karna chahte hai toh ye possible hai. Mughe
bahut se emails mile hai jisme ye pucha gaya hai ki ” Whatsapp chat ko
kisi aur mob me kaise transfer karte hai?” Apko sirf device me sD card
insert karke, Setting >> Chat >> Chat Backup me jana hai. Aur Chat ka
09/06/2016 Whatsapp Latest Tricks 2016 Hindi me GyanBook
https://gyanbook.in/2015/12/whatsapptricks2016hindime/
4/7
0 Tweet
backup banana hai. Ab sD card ko remove kare. sD card ko remove kare,
Aur mobile me insert kare jisme chat ko transfer karna chahte hai. ab
whatsapp install kare. apke device me chat backup stored ho jayega.
Private Message Group Me Kaise Send Kare
Kya apne New Broadcast ka option dekha hai, jisme ek Message ko ek
sath bahut se friend ko send kar sakte hai. Is feature ko use karne ke liye
contact name pe tap kare. Ye apko 2 option dega. First New Broadcast
and Second New Group. New Broadcast option ko select kare. Ab New
Broadcast ka window open hoga jisme aap 256 people ko add kar sakte
hai.
Whatsapp Notification Ko PC Me Kaise
Dekhe.
Kabhi kabhi aap kuch important message ko whatsapp pe sahi time me
read karna miss kar dete hai. tabhi apko bahut pachtwa hota hai.
Khaskar jab aap Desktop pe work kar rahe hote hai toh aksar mobile ke
Whatsapp Message ko miss kar dete hai. Dont Worry!!!! Mia apko ek trick
batunga jisye aap Whatsapp ke notification ko PC pe bhi dekh sakte hai.
Sabse pahle Google Chrome me Whatsapp Web ka Extension install
kare. Options >> Notifications >> PC Alerts pe click kare. Apka
Whatsapp notification ab PC me bhi recieve ho sakta hai.
Share Kare
About Author
Vikash Kumar
Hello dosto, Mai Vikash Ek proffesional blogger Hu. Mai
apki help hindi me karunga. yadi apko Android, Internet,
iPhone, Computer, Blogging, Adsense, wordpress Se
Related Koi Bhi problem Hai toh Aap mughse Puch
Sakte hai.
Share 0 Share
09/06/2016 Whatsapp Latest Tricks 2016 Hindi me GyanBook
https://gyanbook.in/2015/12/whatsapptricks2016hindime/
5/7
Ban Whatsapp Ko
Unban Kaise Kare
Whatsapp Group,
Broadcast Message
kisne read kiya hai
Kaise jane
Official Whatsapp
Theme Change Kaise
Kare
Related Posts
Comments
on June 7, 2016 Reply
By Sandeepp
maine whatsapp se related best jankari k liye bahut
search kiya lekin kuch nhi paa ska last me mujhe google
pr aapka blog mila jo ek matra aisa blog h jha sabhi tech
related jankari uplabdh h
Thanks
on June 7, 2016 Reply
By ayush vijay
my whats up no. 8955356391 plzz add me grup
on June 4, 2016 Reply
By Shubham
thank you admin for this awesome , It’s really cool trick for
Whatsapp users.
By Rahul Gupta
09/06/2016 Whatsapp Latest Tricks 2016 Hindi me GyanBook
https://gyanbook.in/2015/12/whatsapptricks2016hindime/
6/7
Comment
Leave a Reply
on May 18, 2016 Reply
Thanks for sharing this wonderful article. This is really very helpful.
Thanks again for this nice article.
on May 8, 2016 Reply
By Jitender Singh
Thanks admin for this awesome article. I tested it
and I found it’s really helpful for me. I want more
articles related to this to improve my skills.
Really it’s a awesome blog i found on google ever.
I want to write a review about your blog on my
site.
Best Regards.
on April 25, 2016 Reply
By Somi
Mujhe friends k whatsapp messenger m se mere send
kiye huye message Apne hi mobile se friends ki id send
kiye huye whatsapp message delete karne h Kaise Karen
plz batayen m kya kru . Mujhse galti se rong message
chala gaya vo mujhe delete karna h kya karu. Koi aisa
tarika batayen plz
09/06/2016 Whatsapp Latest Tricks 2016 Hindi me GyanBook
https://gyanbook.in/2015/12/whatsapptricks2016hindime/
7/7

Previous
Next Post »